Jo Apne dil mein bataya vah to bahut aasani se samajh mein a Raha Hai Meri umra 49 ears old hai mujhe English sikhane ka hamesha Se Hi bada man tha Jo ki Main aise parivesh mein thi ki mujhe English sikhane ka mauka nahin mila main aapke online class ke jarie sikhana chahti hun iska pura vivaran humko Hindi mein kripya karke de dijiye